Nar ho, na nirash karo man ko
kuchh kam karo ,kuchh kam karo
Jag me rah kar kuchh naam karo
Yah janm hua kis arth aho
Shamjho jisme yah vyarth na ho
Kuchh to upyukt karo tan ko
Nar ho, na nirash karo man ko .
Sambhlo ki suyog na jaay chalaa
Kab vyarth huaa sadupay bhala